Raat ki baat.
rat ki baat
Pichli raat, maine khidki se dekha tha, tumhe.wo jo khuli hai kai raton se,
Tere hone ka ehsaas bhe to wahin hai.zahan chooti hai nind in ankho se.
Pichli rat mahne daron ki dararon mei dkha tmhe,wo jin me dhool zami hai teri yado ki, baton ki.
Tuze khone ka ehsaas bhe to hai inhe.warna dararein to palko ki nazar ati hai kahan?
Pichli rat ,maine itr mei paya tmhe,wo jo saza hai meri tanhai mei,almari mei.
Tera muz mei hone ka ehsaas bhe to wahin hai,zahan khushbu teri samayi hai,meri sanso mei bto mei.
Pichli rat,maine neer mei paya tze,zahan geelapan aj bhe barkrar hai.
Tze chune ka ehsaas bhe to wahin hai,zahan labon pe nami chayi hai,tere andaz ki.
Pichli raat,maine sangeet mei paya tmhe,wo jo shyd mera tarana he na tha,gane ko.
Tze khone ka ehsaas bhe to wo he tha.zaha dhadkane bhe wirah geet ka nazrana the.
Pichli rat,maine shbdon mei paya tmhe,wo jo khuli kitab mei kho gye the kahin.