Sahityapedia
Sign in
Home
Your Posts
QuoteWriter
Account
11 Nov 2022 · 1 min read

Pati wahi jo man bhaye

Ladkiyo ko ab wahi pati bhayega… Jo jhadu ke saath poccha bhi lagayega… Jo pati raat ko roj bartan manjenga aur patni ke charno ko bhi dabayega.. Wo pati patni ke dil me swatah hi jagah banayega… Jo pati patni se bahes kerega… Wo yamraaj ke haatho nahi patni ke dwara dand payega… Easa pati apne jeewan ko khud hi narak banayega… patni ka kehna manega hredaye me jagah payega… Aur kuch paye na paye best pati ka award use jarur mil jayega.

Loading...