Maine apne samaj me aurto ko tutate dekha hai,
Maine apne samaj me aurto ko tutate dekha hai,
Maine uski jarurto ko puri krne ke liye,
Pal pal usko mard ke samne jhukte dekha hai.
Maine dekha hai apni khahisho ko kaise marti h wo,
Maine har roj paise ke liye pati patni ko
Jhagadte dekha hai.
Maine dard ko khanjar bante dekha hai,
Maine har sawere ko pyar ke liye taraste dekha hai.
Ye bukh nhi h nari ke abhiman ki
Ye uske swabhiman ki guhar hai
Jisse har gali chaurahe par maine
Uske apno ke hatho kuchalte dekha hai.