Khahisho ki kashti me savar hokar ,
Khahisho ki kashti me savar hokar ,
Khuch dur chali hi thi mai,
Ki ghanghor ghatao ka drishya mere ashko
Se ja mila.
Nile nile badalo ki sajawat me bahti hawaye
Uski dasi bani hui thi.
Charo taraf khula asasman aur bichh mazdhar
Me fasi meri masumiyat ke bich jung chal rha tha.
Jitne ka manjar kisko dekhna tha ,
Humne to har hi gale me pahan liya jab kamiyabi ki paarikashtha chumakiya shakti mujhe apne taraf aakarshit karti ja rahi thi.
Mai khud ko badalo aur hariyali ke bich rangoli si sajj rahi thi.
Jisme mera hona bhi ek rang ki deta h kudrat ko.
To ye khud se jung kyu ?