In lamho ko kaid karlu apni chhoti mutthi me,
In lamho ko kaid karlu apni chhoti mutthi me,
Sapno ke mai rang bhardu irado ki basti me.
Aag laga du sabhi sej ko , dhoke se jo sajte hai,
Mitti ki khushboo bhar kar bhi angare jalte hai.
Sine par goliya khane me bhi apni fitur hai ,
Warna to kayi makhmal ke bister par hi
marte hai .ЁЯШН by sakshi .