Haaro mat , abhi aur ladna hai
Zindgi name du ya har name du uska
Wo chiz kya hai , kya name du uska
Har bar , haar jati hoon usse
Wo chiz kya , kyu dar jati hon usse
Pahaadh hai , chadna to padega
Chadne ke dar se marna thodi na padega
Aage ka pata nhi , peche ka likha hua tha
Pahadh chadne ke dar se pair mera fisla hua tha
Mai aadh pahadh to Chad gayi thi
Aadh chadna tha , uske aage jharna tha
Samundar Maine kabhi dekha nhi
Meri pareshaniya kabhi rukka nhi
Paresani meri to hall bhi mai hi karugi
Kahani meri to kal bhi mai hi likhugi
Kab tak dar ke chupna mujhse usse
Aaj usse chupuing , kal wo phir se
Kab tak bhagugi usse
Jitna bhagi hu usse !
Sayd Sath bhagti to jit jati usse
Mai har roj ugti hon
Har roj dubti hon
Ugna likha to dubna bhi hoga
Dubna gayi to phir guna bhi hoga
Meri zindgi hai , mere hath mein hai
Tumari hoti to tum kya krtey
Mehnt Krna pap hai to ,
Aram Krna konsa sukh hoga !
Aaj jeena hai , kal marna
Ye soch ke , aaj thodi na mai mar jau
Maut bhi haregi !
Bas usse , khene ye to kam tha abhi aur jeene do
Thoda gam ka hissa aur pine do
Gam ke baad Khushi aati ,
Khushi ko aane se maut bhi nhi rokti
Agar tum haare to maut bhi kahegi
Dikkar hai tumpe , jeena ka tarika sikhna asan tha
Mai khud ki sath rahna chahti hon
Khud ki humraaz bana chahti hoon
Mujhe jana bhi nhi kal kya hoga
Aaj ko jeene se dar kya hoga
Raaz khud ki bano
Humraaz mil jayega
Khud ko sise ke samne rakho
Sath mil jayega
Meri zindgi mai har na manugi
Maut bhi jhuk kar kahega
Bass kro , mujhe bhi apna lo
Maut buri chiz nhi hai
Par agar jeene ko mila to
To mai maut kyu chunu
Just like that
Aage agar dukh likha to
Mai khushi kyu magu
Kyuki dukh ke khush apne aap aati hai
Khushi ke baad gam ko aane se!
koi dua bhi nhi rokti
~yahi zindgi hai~
~thats life~
Incomplete